"Maa me abhi jeena chahti hu...
Tere saath waqt bitana chahti hu...
Mitti ka khilona nehi hai ladkiya...
Yahi baat mein sabko samjhana chahti hu... Aksar kehte hai log har kisi par bhagwan ka haath hota hai...
Phir kyun bhagwan k haath k niche ladkiyo ka ye anjaam hota hai...
Jaa rahi hu aaj mein tum sabko chhodd kar...
Phir na aaungi kabhi kisi ki beti bankar...
Maa ka ek sapna tha ek din beti k liye 'RAJKUMAR' aayega...
Doli me baitha kar use le jayega... Khadi hokar sapne toot te dekhegi wo...
Jab bhai mujhe kandhe par le jayega...
Maa mein tere saath rahna chahti hu...
Maa mein abhi aur jeena chahti hu... Khush hua karte the papa mujhe dekh kar...
Ab royenge mujhe yaad kar ke aksar... Unka yun pyaar se gale lagana... Mere baad kaun unhe gale lagayega aksar... Papa mein apko akhri bar gale lagana chahti hu... Papa mein abhi kuch din aur jeena chahti hu...
Mere bhai jab bhi raat ko soyega... Chup chup ke mere liye royega... Bhai ek bahen jaa rahi hai magar hazaro baheno ka khayal rakhna... Ab soo rahi hu mein, apna aur sabka khayal rakhna..."